Mehndi ke yeh raat, Yeh mehndi ke yeh raat
Layi sapno ke barat
Sajnaniya sajan Ke hai sath rahe Hathon mein aise hath
Yeh mehndi ke yeh raat
Layi sapno ke barat Sajnaniya sajan
Ke hai sath rahe Hathon mein aise hath
Gori ke arey tu singar, Gori ke arey tu singar
Baal baal moti chamkai, Rom rom mehkaa
Mang sindur ke sundarta se Chamke chandanwar
Gori ke arey tu singar Gori ke arey tu singar
Yeh mehndi ke yeh raat Layi sapno ke barat
Sajnaniya sajan Ke hai sath rahe
Hathon mein aise hath
Jure mein juhi ke dhimi Bha mein har singar
Kan mein jag mug bali pata Gale mein jugno har
Sandal jasei peshani Per bindiya laie bahar
Gori ke arey tu singar
Gori ke arey tu singar
Aisi suhani albeli se mehndi ke Yeh raat oo gori
Ujley cherey hasti ankhin Khushiyoon ke barsat ho gori
Dhinak dhinak dinta haripa
Kabhi khuli kabhi Bund ankhon mein
Kajrey ke woh dhar Galoon ke surkhi mein
Jhlkey hirde ka iqraar Baloon mein gajra
Kano mein jumkey Chunri dhare dar
Gori ke arey tu singar
Gori ke arey tu singar
Mehndi ke yeh raat Mehndi ke yeh raat
Yeh mehndi ke yeh raat Layi sapno ke barat
Sajnaniya sajan ke hai sath rahe
Hathon mein aise hath Hathon ke ek ek churi mein
Mohan ke chankar sehaj chale Phir bhi payal mein bole
Pi ka pyar apna aap darpan mein
Dekhe aur sharmae naal
Gori ke arey tu singar
Gori ke arey tu singar
Mehndi ke yeh raat Mehndi ke yeh raat
Yeh mehndi ke yeh raat Layi sapno ke barat
Sajnaniya sajan Ke hai sath rahe
Hathon mein aise hath Gori ke arey tu singar
Gori ke arey tu singar
Gori ke arey tu singar
Mehndi ke yeh raat Mehndi ke yeh raat
Yeh mehndi ke yeh raat Layi sapno ke barat
Sajnaniya sajan Ke hai sath rahe
Hathon mein aise hath Gori ke arey tu singar
Gori ke arey tu singar
Gori ke arey tu singar
0 Comments